News Regarding Increase in Salaries in 2014-15 Budget

News Regarding Increase in Salaries in 2014-15 Budget have been published in various daily papers of 27th March 2014. These Newspapers covered the statement of the Finance Minister that the employees don’t hope for the increase in salaries in the coming budget 2014-2015.

There is a concern among the employees about this statement as they are already facing the financial problems due to the daily increase in the prices.

 

Increase in Salaries

            However some of the official respondents told that this statement of Finance Minister is not final. If the protest of the employee increases then the Prime Minister can interfere and the salaries of the Government employees may be increased.

 

Increase Salaries 2014

 

 

Contradiction of the above news:

 

Pay Increase 2014

 

 

See also  Windup Speech Budget 2017-18 & Salaries of Govt Employees

Share this post

36 thoughts on “News Regarding Increase in Salaries in 2014-15 Budget

  1. Jnab Wazir Khazan Sahib, yhan par aap bhi ajab law bnatay ho 20% azafa awr khnay pinay ki ashia par 200% azafa wah kia math hay, aap pay mat brhaoo likn qimtin 1995 wali kar do, abhi to har roz aap hmari har cheez par tax lay kar khal utar rhay hain yhan tak keh agar aik minute ki call krna bhi drkar ho to phir bhi tax, kuch to khial kro ya aik hi dfa PAKISTAN ka awam smait soda maro

    Reply
  2. muhammad Abdul Qadir khan · Edit

    let me update regarding any incemental benefit on move order in past. whereas supreme court allowed increment on move over cases,of the employess of Pakistan post office.

    Reply
  3. Govt. Sectors main kuch govt employees kay sath payment, allowance and facilities main bohat zaidati ho rahi hay kuch govt employees double salaries lay rahay hain kuch 3 gonah zaida payment lay rahay hain kuch govt sectors main payment allowance aur facilities mulazamin key bohat achi hain aur un mulazamin ko har kasim ke facilities bhi de ja rahi hain aur bahir mulk courses aur deputation par be beja jata hay aur kuch adaray asay bhi hain jin main kuch govt employees ko payment, allowance aur facilities bhi double mil rahi hay aur kuch ko usi adaray main kuch ko single payment aur limited allowance and facilities mil rahi hay yah (mislan Forces main kam karnay walay uniform personnel aur civilians govt employees) yah bohat bara fariq hay is saal badgut mian sab ko aik jesa payment ke jay

    Reply
  4. Hazrat AbuBakar Sadeeq R.A ki aik kahi hoi baat yaad aa rahi hai,jo main nay pari thi,k jab wo Musalmanon k Ameer banay tu un ki tankhwa ka masla samnay aya,
    tu unho nay kaha k meri tankhwa otni hogi jitni aik mazdoor ki hai,un logo nay kaha k aap ka guzara nahi ho sakta utni pay main ,tu Hazrat abuBakar sadeeq R.A nay farmaya tu main mazdoor ki tankhwa barha do ga…
    (agar es main galti hai tu plz theek kar day)

    plz …p.m saab ko koi bata day k aap Islamic jamhoriya pakistan k es waqat ameer hai,,,???
    Aur aap b Mazdoor ki tankhawa ka sochay??

    Reply
  5. Mohtram Minster Ishaq Sb. App har month jitni Mehngai kartey hey or jitny Taxes lagety hy hum awam per us tansab sey Govt servants ki pay increase kar dey karey. Phir cahey buggat mey pay na bahrey. wesy bhi aap calculation k mahir hey.Thank very Much

    Reply
  6. yes is year pay scales revise honay chahye kyu ke 3 years ke bad hotay hay hum Govt se apeal kertay he ke wo sacles revise kare aur sab Govt employees se bhi apeal he ke wo is bat per aik dosre ka sath de aur apna haq le kyu ke ye hum Govt employees ka haq he koi bheek nahi

    Reply
  7. aik muddat se ye dastoor chala aa raha h k har teen saal baad pay scale revise kr diyay jatay hn. osooli tore pr 2014 main pay scales revise honay hn. govt servants ko aaj se he is barray main struggle sharoo karny ho gi.warna PML(N) ka track record ap sab k samney h.

    Reply
  8. Mohtram Minster Ishaq Dollar Sb. App har month jitni Mehngai kartey hey or jitny Taxes lagety hy hum awam per us tansab sey Govt servants ki pay increase kar dey karey. Phir cahey buggat mey pay na bahrey. wesy bhi aap calculation k mahir hey.Thank very Much

    Reply
  9. All Dear,

    Don’t Worry…. Hope for the best… Insha Allah Salaries will be increased….. No doubt, previous record of this govt regarding govt servants is weak but they can’t ignor us…. Show unity and get your right. This time no compromise on 10% or 15%….

    Reply
  10. kitny dukh ki bat hay k mulazmeen and pensioners k leya wzart e khazana k pas paisy ni apni eyashion k leya sab kuch hay. 1.5 arb ko uchala ja raha hay aur mulameen aur pensioners k keya en k pas kuch ni.

    Reply
  11. Hazrat AbuBakar Sadeeq R.A ki aik kahi hoi baat yaad aa rahi hai,jo main nay pari thi,k jab wo Musalmanon k Ameer banay tu un ki tankhwa ka masla samnay aya,
    tu unho nay kaha k meri tankhwa otni hogi jitni aik mazdoor ki hai,un logo nay kaha k aap ka guzara nahi ho sakta utni pay main ,tu Hazrat abuBakar sadeeq R.A nay farmaya tu main mazdoor ki tankhwa barha do ga…
    (agar es main galti hai tu plz theek kar day)

    plz …p.m saab ko koi bata day k aap Islamic jamhoriya pakistan k es waqat ameer hai,,,???
    Aur aap b Mazdoor ki tankhawa ka sochay??

    Reply
    1. Alalah kary aap ki apeal un tak poch saky… baqi ye nechy waly to to kahen gy ye log jo tankhwa ly rahy hen wo bhi ziyada . tankhwa to hum minister,s or parlimantarian ki kum hy… ha ha h a hope 4r better.

      Reply
    2. kia bat ki hay aap nay dil khush kerdia ager such main sub ki soch esi hojae or sub islam k rulls per chalay to sub masail hal hojaen koi bhoka nahi soega mhegae ne sub ko pareshan kia hoa hay or jo hal kernay walay hain un ka pet itna bara hay k bharta hi nahi hay Allah Tala in sub logon ko tofiq day ameen………………………………………………

      Reply
  12. Mohtram Dar Sb.Ap ne apni hokoomat main ai awam(including govt servants) ko mehngai k siwa diya he kia h,Mayoosi na phhelain,tammam adhoc relief basic pay main shamil kr k atleast 20% azafa dain.ye he haqeeqi aur manasab faisla ho ga,thanx,thanx a lot.

    Reply
  13. It took less than 24 hours for the government to reverse its landmark decision of not increasing the salaries of government servants last year. this time 10% is not enough…increase in salaries should cover the inflation in the country..so the struggle should be for 30-40% increase. best of luck

    Reply
  14. Hakoomat k acount me doller hi doller aa rahay he .Hamaray wazir sahib kehtay he k dost mulk ne jo paisay deye he un pr awam ka haq hai to kia govt servent awam nahi he ZARA SOCHEYIE

    Reply
  15. Abdul Khalique Siddiqui · Edit

    Ye waqaee aik psychological attack hai ke dekhtey hain agar government servants chup chap ye baat berdasht kerlety hain tau theek hai warna akhir mein PM sahab khud credit lety huwey kuch na kuch barhane ka ailan tau ker hee sakty hain

    Reply
  16. AoA Dear

    Today Fin Min says that he will increase the pay of govt employees but he is not in position to declare that at what rate it will increase.

    Reply
  17. That is just psychological attack that will change of mind of govt. employees that they will not in a position for big demands and finally aftar protest will increase only 15%

    Reply

Post Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.